Friday, November 21, 2008

khalish

Dhoop ke dhaage se bandhi hamari parchayiaan;
Khuda tere haathon mein hum lete rahey angdaiyaan.

Dil ne chaaha bahut, tamannayein karti rahin kaarobar;
waqt ka samandar,dubata gaya sab ko barbar.

chaandi bhari raaton mein khwaab sajaatey rahey hum;
Subah ki aag mein jal gaye, haath mein ujaale they bade kum.

1 comment:

bhavesh said...

khalish sone jaisa hai